Tafseer-e-Quran by Mufti Tariq Masood
Mufti Tariq Masood
2
Tafseer-e-Quran by Mufti Tariq Masood is a podcast that provides a complete explanation of the Quran in Urdu. It includes Arabic grammar, word-by-word breakdown, and deep Tafseer from Mufti Tariq Masood's original lectures. The content is sourced from his main YouTube channel, Mufti Tariq Masood Speeches.
Епизоди
-
Tafseer-e-Quran Class #504 (Surah Shura Ruko #4/5) | Mufti Tariq Masood Speeches 15.09.2026 43мин(0:00) Intro(2:34) Tawakkul karne walay aur kabira gunahon se bachne walay(3:01) Kabira gunahon ki qisamain(3:43) Be-hayai se bachna(4:16) Ghussa peena vs ghussa nikalna(7:00) Namaz — ishq-e-ilahi ki seedhi(7:45) Mashwara karna(8:15) Qur’an ke do maqamat jahan namaz ke saath zakat ka zikr nahi(10:42) Mashware ki ahmiyat(12:13) Mashwara dene ka ahl kaun(13:08) Eham waqia — ghalat jagah bhejne ka nuksan(14:18) Field ke maahir se mashwara — kamyabi ka zariya(16:00) Tawakkul ka ghalat mafhoom(17:25) Ghair mulkon mein lambi umar ke asbaab(17:47) Zehni bemari ka pehlu(18:04) Zalim se intiqam ke darajaat(19:31) Na-haq qatal ka waqia(19:42) Biwi ki ghalti par intiqam(19:47) Mulazim ki ghalti par intiqam(19:57) Ikhtilaf par intiqam(20:21) Jang aur jail mein intiqam(20:49) Walidain ka bachon se intiqam(22:08) Intiqam ki hadd — kitna lena chahiye(22:29) Masla: ghalat cheez khareedne par qeemat ada karni hogi?(23:35) Bahir mulkon ke bhari jurmanay — kya zulm hain(24:14) Islamic banking ke usool(24:36) Sawal: burai karne walay ko saza dena kya burai hai(25:04) Sana’at-e-mushakilat ka mafhoom(26:30) Mujrim se intiqam ya maafi — behtareen rawayya(28:59) Bazurgi ka ghalat tasawwur(30:47) Sabr — khaas logon ki sifat(31:57) Hadith (Sahih Muslim) ka hawala(32:46) Kamzoron par ghussa control karna(33:24) Surah Shoora Ruku 05 ka lafzi tarjuma (with grammar)(43:03) Dua Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information. -
Tafseer-e-Quran Class #503 (Surah Shura Ruko #3/4) | Mufti Tariq Masood Speeches 14.09.2026 43мин(0:00) Intro(0:15) Kalima-e-fasl — halal aur haram ka faisla sirf Allah ka haq(2:18) Naik momineen ke liye Jannat ki khushkhabri(3:57) Nabi (SAW) ko hukm — qareebi rishtedaron ko tabligh(5:37) Allah nekion ka qadar dan hai(6:15) Mohar-zada dil walay jhooton ko qarar nahi milta(8:30) Qur’an ka usloob — tanbeeh aur khushkhabri(9:50) Allah ke inaamat ke mustahiq kaun(11:51) Sawal: Allah maaf karne wala hai to ghurbat kyun(12:55) Sawal: nizaam mein farq — koi faaqay, koi farawani kyun(14:09) Allah ki rehmat — tarsane ke baad barish(15:40) Allah ki qudrat(16:38) Tafseer sunne walon ke liye paigham(17:28) Surah Shoora Ruku 04 ka lafzi tarjuma (with grammar)(28:51) Museebatein — azaab ya aazmaish? pehchan ka tareeqa(33:44) Samandar mein jahazon ka chalna — qudrat ki nishani(35:01) Hawa ki taqat — Allah ka karishma(36:36) Kashtiyon ka sabr aur shukar se ta’alluq(40:36) Agar samandar mein saza shuru ho jaye to kya ho(43:22) Dua Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information. -
Tafseer-e-Quran Class #502 (Surah Shura Ruko #02) | Mufti Tariq Masood Speeches 13.09.2026 41мин(0:00) Intro(0:31) Hidayat kin logon ko milti hai(4:43) Firqa wariyat ka mafhoom(6:07) Furooi ikhtilaf kya hota hai(7:56) Nafrat aur muhabbat mein shiddat ke nataaij(9:11) Masla Khalq-e-Qur’an — Imam Ahmad (RA) ki aazmaish; aqeeda: Qur’an Allah ka kalam hai, makhlooq nahi(12:15) Darwin theory mein ghuloo (shiddat)(13:09) Saas-bahu ke masail mein shiddat(13:46) Offices mein shiddat ke masail(14:08) Yahud o Nasara ko firqa wariyat par foran azaab kyun na diya gaya(14:56) Mushrikeen ki haqq se mukhalfat(15:35) Nabi (SAW) ka elan-e-bara’at — haqq se hatne walon se(18:31) Hujjat baz logon ka anjaam(19:43) Qur’an ki tarazu (me’yar)(20:20) Qayamat ka din yaqini(22:11) Kuffar ka duniya mein phalna phoolna — wajah(23:40) Surah Shoora Ruku 03 ka lafzi tarjuma (with grammar)(33:38) Aakhirat ka ajr vs duniya ka ajr(35:22) Allah ke qawaneen vs insani qawaneen (nikah/talaq waghera)(38:59) Nasl barhane ke ahkaam(41:17) Next lecture ka ishara(41:43) Dua Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information. -
Tafseer-e-Quran Class #501 (Surah Shura Ruko #01) | Mufti Tariq Masood Speeches 12.09.2026 42мин(0:00) Intro(0:13) Surah Shoora Ruku 01 ka lafzi tarjuma (with grammar)(6:58) Aasman ka phatna — kya matlab hai(7:08) Sahih hadith ka hawala(8:49) Zameen par azaab na aane ki wajah(9:07) Allah ki qudrat aur rehmat(10:27) Mushrikeen ki zidd par Nabi (SAW) ko tasalli(11:35) Nabi (SAW) ka paigham poori duniya tak pohanchne ki basharat(13:13) Peghambaron aur ulama ka bunyadi mauzu(14:56) Insaan ka mustaqbil — do girohon mein taqseem(15:12) Zabardasti hidayat na dene ki hikmat(16:51) Duniya mein burai ke wujood ki wajah — mulhideen ko jawab(18:47) Hidayat ki taufeeq kisay milti hai(19:40) Hawameem-e-Sab‘a ki khoobi — tauheed ka bayan(20:16) Surah Shoora Ruku 02 ka lafzi tarjuma (with grammar)(33:31) Ikhtilafi masail mein aakhri faisla Allah ka — mushrikeen ko tanbeeh(35:03) Allah ki qudrat — male-female pairing ka nizaam(36:12) Ahl-e-Sunnat wal Jamaat ka aqeeda (Allah ke bare mein)(37:53) Allah ki sifat “sunna aur dekhna” ka sahih mafhoom(38:24) Zameen o aasman ke khazanon ki chabiyan — Allah sab ka raziq(39:29) Deen ki bunyad mein tafarruq ki ijazat nahi (tauheed, aakhirat, khatam-e-nabuwwat)(42:14) Agla dars isi aayat se shuru hoga(42:42) Dua Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information. -
Tafseer-e-Quran Class #500 (Surah Ha Meem Sajda Ruko #06) | Mufti Tariq Masood Speeches 11.09.2026 45мин(0:00) Intro(0:17) Surah Ha Meem Sajda Ruku 06 ka lafzi tarjuma (with grammar)(15:21) Haq aur batil ki azli jang(16:26) Duniya mein zalim ko foran saza na milne ki wajah(17:28) Jaza aur saza ka usool(18:01) Qayamat ki tareekh poochhne walon ko Allah ka jawab(19:51) Jhootay ma‘boodon ko pukarne walon ki Qayamat ke din kasampursi(20:45) Duniya ki talab se na thakna — buri aadat(23:15) Hadith ka hawala(23:44) Kafir ki depression ki wajah — asbaab par zaroorat se zyada tawajjuh(25:03) Mulhid ki hat dharmi — museebat door hone ko apni kamyabi samajhna(27:42) Mulhid ki ghalat fehmi — Qayamat ke baad bhi apne aap ko Jannati samajhna(29:36) Allah se sirf matlab par mabni ta’alluq rakhne walay(34:55) Imaan ka meyar — khushi aur gham mein rawayya(36:16) Wazifay parhne walon ki haqeeqat(37:41) Allah ke nek bandon ki aadat — aajzi se dua karna(38:07) Agar yeh kafir imaan le aate to(38:51) Munkirin-e-Qur’an ki gumrahi(41:11) Scientific discoveries aur insaan ka wajood — Qur’an ki sachai ki daleel(42:30) Nabi (SAW) ko Allah ki tasalli(43:21) Allah ki sakht nigrani — mulaqat-e-Ilahi mein shak gumrahi hai(45:16) Dua Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information. -
Tafseer-e-Quran Class #499 (Surah Ha Meem Sajda Ruko #05) | Mufti Tariq Masood Speeches 10.09.2026 44мин(0:00) Intro(0:15) Surah Ha Meem Sajda Ruku 05 ka lafzi tarjuma (with grammar)(21:36) Sab se bura vs sab se behtareen insaan(23:16) Asal hero kaun — Qur’an ki dawat mein mehnat karne wala(24:10) Haqeeqi daai ki sifaat(25:28) Ilm aur amal ka ta’alluq(25:52) Musalman hone par khushi(27:10) Logon ki badtameezi par narmi — daai ki khoobi(29:09) Dushman ko dost banane ka tareeqa — meetha bol(32:18) Sabr aur bardasht karne walay — kamyab log(33:06) Daai ko waswasa aaye to kya kare(33:56) Raat, din, sooraj aur chaand — Allah ki nishaniyan, na ke ma‘bood(36:41) Majoosiyon ko Allah ka jawab(37:41) Banjar zameen ka barish se zinda hona — Allah ki qudrat ki daleel(38:57) Momin vs mulhid ka farq(39:49) Qur’an ka mojiza — shaitan ka door ho jana(40:47) Nabi (SAW) ko Allah ki tasalli(41:34) Qur’an ajmi zaban mein kyun nazil na hua — mushrikeen ke aitraaz ka jawab(43:27) Qur’an se hidayat pane walay dil(44:35) Dua Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information. -
Tafseer-e-Quran Class #498 (Surah Ha Meem Sajda Ruko #3/4) | Mufti Tariq Masood Speeches 09.09.2026 39мин(0:00) Intro(0:11) Surah Ha Meem Sajda Ruku 03 ka lafzi tarjuma (with grammar)(9:48) Allah ke dushmanon ki aakhirat ki haulnaaki(10:41) Dozakhiyon ke khilaf unki khaal aur aaza ki gawahi(11:21) Jismani aaza ka Dozakhiyon ko jawab(13:08) Kafiron ke ghalat gumaan ka wabal(13:46) Mulhideen ko jawab(14:57) Kafiron ke khud-sakhta gumaan(16:32) Bure doston ki targhib — burai ko khushnuma bana dena(18:08) Faisla-kun azaab ke mustahiq kaun(19:04) Surah Ha Meem Sajda Ruku 04 ka lafzi tarjuma (with grammar)(26:41) Kafiron ka tareeqa — tilawat ke dauran shor machana(27:56) Liberalism ke khokhle naare(28:22) Music — ghaflat ka zariya(29:06) Qawwali — ghaflat ka zariya(29:08) Ghafil ke liye aag ka ghar(30:06) Nafarmanon ka anjaam aur ghussa(31:10) Farmanbardaron ka anjaam(31:40) Farmanbardaron ke liye farishton ki tasalli aur khushkhabri(33:29) Jannatiyon ki mehman-nawazi — Allah ki taraf se ikram(33:57) Mufti sahab ki dua par Aameen(34:10) Ruku 05 (na-mukammal) ka tarjuma(39:23) Dua Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information. -
Tafseer-e-Quran Class #497 (Surah Ha Meem Sajda Ruko #02) | Mufti Tariq Masood Speeches 08.09.2026 40мин(0:00) Intro(0:17) Yahudiyon ka sawal: 6 din mein zameen aur aasman kaise banaye gaye(2:25) Sawal: yeh Makki surah hai, Yahud to Madinah mein thay?(3:13) Nabi (SAW) ka Yahudiyon ko jawab aur mushrikeen ko tanbeeh(4:15) Zameen mein rizq ka andaza — 4 din ka zikr (tashreeh)(7:32) Allah ki qudrat aur family planning walon ko jawab(7:46) Yahudiyon ke sawal ki doosri ehtimali tashreeh(8:56) Nizam-e-kainaat — behtareen intizam(13:44) Sawal: zameen karoron saalon mein bani — science ka da‘wa(14:26) 6 din se murad — duniya ke din ya aakhirat ke?(15:13) Agar aakhirat ke 6 din hon to tashreeh(18:15) Agar duniya ke 6 din hon to tashreeh(21:45) 2 + 4 din mein rizq ka nizaam — kya matlab hai(23:07) Qur’an mein scientific theories detail se kyun nahi(24:25) Qur’an ka challenge — sooraj apne muqarrar raaste par chal raha hai(27:02) Aasman ka ibtida gas jaisi surat mein hona(27:30) Zameen ka nizaam — mausam, saal, barish(28:57) Kya be-jaan cheezon mein bhi sha‘oor hota hai(29:50) Hadith (Sahih Bukhari) ka hawala(30:18) Zameen aur aasman ka Allah ka hukm khushi se qabool karna(30:50) Aasman ka 7 tabaqon mein taqseem hona(31:06) Jannat mein yeh manazir dekhne ki tamanna(31:35) Aasman-e-dunya ki hifazat(32:10) Aasman ke nizaam ki haqeeqat(34:20) Qur’an vs science(35:11) Qaum-e-Aad aur Samood se ibrat(39:20) Qaum-e-Samood ki halakat — sakht awaaz se(40:33) Dua Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information. -
Tafseer-e-Quran #496 (Surah Al-Mu’min Ruku #09 - Ha Meem Sajda 1/2) | Mufti Tariq Masood Speeches 07.09.2026 44мин(0:00) Intro(0:18) Surah Momin Ruku 09 ka lafzi tarjuma (with grammar)(5:41) Janwar — Allah ki ne’mat(6:25) Sawari aur khanay walay janwaron ka zikr (Surah Nahl)(6:47) Ghore ka gosht — makrooh (Imam Abu Hanifa RA ka mauqif)(8:09) Janwaron se hasil hone walay faiday(9:08) Kashtiyan — Allah ki ne’mat(10:20) Allah ki qudrat ke kamalaat(10:42) Guzishta taqatwar qaumon ki tabahi ki wajah(11:48) Scientific knowledge par ghuroor karne walay vs Allah ko tasleem karne walay(14:04) Ghuroor karne walon par azaab — Allah ki sunnat(16:49) Aameen(17:29) Surah Haameem Sajda Ruku 01 ka lafzi tarjuma (with grammar)(21:22) Hawameem-e-Sab‘a — tauheed ke mauzu par mushtamil 7 surah(22:04) Allah aur Qur’an ka ta’aruf(23:25) Qur’an na sunne walay ziddi log(24:58) Mushrikeen ka dawat-e-tabligh par jawab(25:44) Nabi (SAW) ka jawab(28:52) Bad tareen kafir kaun(29:00) Sawal: kya mushrik par zakat wajib hoti hai(31:39) Momin ke liye imaan ki misaal(32:17) Ijma: kuffar se aakhirat mein imaan na lane aur amal na karne ka sawal hoga(33:32) Kafir ka bunyadi jurm(33:50) Behtareen imaan walay kaun(34:39) Surah Haameem Sajda Ruku 02 ka lafzi tarjuma (with grammar)(44:00) Dua Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information. -
Tafseer-e-Quran Class #495 (Surah Al Momin Ruko #07) | Mufti Tariq Masood Speeches 06.09.2026 43мин(0:00) Intro(0:08) Surah Momin Ruku 07 ka lafzi tarjuma (with grammar)(6:30) Raat aur din ki ne’mat (10:48) Gumrah aql walay — khwahishaat ke ghulam(11:52) Zameen Aur Aasman(13:17) Insaan ki soorat — sab se aala takhleeq(14:05) Insaan ki khorak — behtareen nizaam(14:49) Allah ki sifaat(15:29) Sirf Allah se madad ki pukar — qabooliyat ka zariya(17:32) Islam ki takmeel — Allah ke tasarrufat(18:20) Misal: mitti se insaan ki takhleeq aur jawani se burhaapa(20:06) Insaan ki maut ka muqarrar waqt(21:00) Allah ki qudrat — “Kun fayakoon”(22:05) Ruku ka khulasa(22:23) Surah Momin Ruku 08 ka lafzi tarjuma (with grammar)(30:27) Har peghambar ki dawat par mukhalifin ki hat dharmi(33:07) Ziddi logon ke liye khaultay pani aur aag ka azaab(35:08) Dozakhiyon ka nuqsan bhara tijarati anjaam(37:41) Hazrat Ayesha (RA) ka sawal — aasan hisaab ka matlab(38:47) Ziddi logon ki sakht saza ki wajah(39:27) Zameen par bila wajah takabbur — ghareeb mutakabbir aur burha zina(40:40) Azaab ke dair se aane par Nabi (SAW) ko tasalli(41:28) Sawal: peghambaron ko azaab jaldi aane ki fikr kyun hoti thi(42:00) Israel ke liye baddua — kya is ki alamat hai(42:42) Nabi (SAW) ko dawat ke kaam par tawajjuh rakhne ki talqeen(43:48) Dua Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information. -
Tafseer-e-Quran Class #494 (Surah Al Momin Ruko #06) | Mufti Tariq Masood Speeches 05.09.2026 43мин(0:00) Intro(0:10) Surah Momin Ruku 06 ka lafzi tarjuma (with grammar)(11:33) Allah ka wa‘ada — duniya aur aakhirat mein peghambaron aur momineen ki madad(14:36) Sawal: Allah ne tamam peghambaron ki madad ka wa‘ada kyun kiya(16:54) Misal: Hazrat Esa (AS) ki madad — asal mein Nabi (SAW) ki madad(17:31) Sabaq: deen ka kaam karne walon ko ek doosre ki leg pulling nahi karni chahiye(18:09) Ikhlas ki nishani — doosron ki kamyabi par khushi, na ke hasad(19:33) Hadith (Sahih Bukhari, Muslim) ka hawala(19:58) Allah ki madad se Islam ka ghalba yaqini(20:50) Angrez ka Islam ke bare mein iqraar(21:31) Qayamat ki adalat mein Allah apne nek bandon ka madadgar hoga(21:51) Zalim log laanat aur azaab ke mustahiq honge(22:13) Nabi (SAW) ko Allah ki tasalli(23:09) Nabi (SAW) ko sabr ki talqeen(23:37) Nabi (SAW) ko ijtehadi ghalti par istighfar ki talqeen(25:28) Sabr hasil karne ki tasbeeh — depression ka ilaj(26:14) Sabr ka falsafa — mehboob ke liye qurbani aasaan ho jati hai(27:51) Subah shaam ki tasbeehat ki barkaat(28:20) Takabbur se hasad paida hota hai — apne aap ko “super” samajhne walay haq ko nahi maante(31:00) Kafiron ka aitraaz: maut ke baad zindagi ka inkar(33:45) Andha aur beena — kafir aur momin ki misaal(35:20) Qayamat ka faisla yaqini(36:04) Qayamat se darne ki wajah(36:40) Sirf Allah se madad talab karna(37:20) Dua — ibadat ka maghz(38:10) Dua mein dil na lagne ki wajah(38:26) Mutakabbir mulhideen ka anjaam — apni mehnat par ghuroor(40:25) Ruku ka khulasa(40:29) Mazloomon ka khoon zaya nahi jata(41:38) Aasmani kitabon ki ahmiyat(41:52) Qur’an ki wirasat ka haq — samajh aur amal(43:10) Dua ki fazilat(43:44) Dua Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information. -
Tafseer-e-Quran Class #493 (Surah Al Momin Ruko #4/5) | Mufti Tariq Masood Speeches 04.09.2026 40мин(0:00) Intro(0:12) Rajul-e-Momin ki taqreer Firaun ke darbar mein(2:27) Firaun ka taqreer sun kar radd-e-amal(3:07) Rajul-e-Momin ka qaum-e-Nooh, Aad aur Samood ke azaab se daraana(4:55) Rajul-e-Momin ke dalaail(6:48) Firauniyon ka Hazrat Yusuf (AS) ke baad Hazrat Musa (AS) ka inkar aur zidd — dilon par mohar lagna(11:12) Atheist ka Jannat par mazaq(12:06) Firaun ka Hamaan ko buland imarat (seerrhi) banane ka hukm(14:36) Firaun ke liye burai ka muqarrar ho jana(15:54) Firaun ki halakat(16:25) Surah Momin Ruku 05 ka lafzi tarjuma(24:44) Rajul-e-Momin ki qurbaniyan(27:20) Allah nekion ka qadar dan — ek neki ka ajr 10 guna(28:06) Mulhideen ki nekian — imaan ke baghair be-asar(28:22) Momineen ke liye Jannat(28:38) Rajul-e-Momin ka ilm aur baseerat(30:03) Rajul-e-Momin ki pur-zor dawat darbar mein(33:33) Rajul-e-Momin ke imaan ka buland darja(34:02) Nabi (SAW) ka farman(34:28) Qatl ki dhamki par Rajul-e-Momin ki dua(35:22) Rajul-e-Momin ki hifazat(35:49) Firaun aur uske sathiyon ki halakat(37:20) Azaab-e-qabar ki haqeeqat(37:44) Firauniyon ki aapas mein hujjat bazi(38:40) Dozakh ke darogha se sawal jawab(39:26) In aayaat se hasil sabaq(40:08) Ruku ka khulasa(40:40) Dua Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information. -
Tafseer-e-Quran Class #492 (Surah Al Momin Ruko #03) | Mufti Tariq Masood Speeches 03.09.2026 40мин(0:00) Intro(0:13) Surah Momin Ruku 03 ka lafzi tarjuma(7:03) Nafarman aur taqatwar qaumon ki tabahi ki wajah(8:38) Hazrat Musa (AS) ka waqia — mukhtalif andaaz mein(9:07) “Rajul-e-Momin” ki wajah se surah ka naam — uski guftagu ka zikr(9:25) Hazrat Musa (AS) ka mo‘jizat ke saath Firaun, Hamaan aur Qaroon ke paas jana(9:59) Qaroon ka ta’aruf(10:49) Qaroon ki gumrahi(11:10) Firaun ka zulm — Bani Israel ko kamzor karne ke liye qatl(13:55) Kafiron ki tadbeer vs Allah ki tadbeer(14:27) Firaun ka Hazrat Musa (AS) ke qatl ka mansooba(15:34) Firaun ki khushnuma taqreerain aur naare(17:04) Firaun ka irada maloom hone par Hazrat Musa (AS) ka rawayya(18:02) Surah Momin Ruku 04 ka lafzi tarjuma(33:42) Rajul-e-Momin ka Firaun ko samjhana — imaan chhupa kar hikmat bhari guftagu(35:44) Rajul-e-Momin ka buland maqam(36:19) Rajul-e-Momin ke hikmat bhare alfaaz(37:35) Hazrat Musa (AS) ki laathi aur jadugaron par ghalba — dalaail(38:25) Hazrat Musa (AS) ke sachay hone ki daleelain(38:52) Firaun ka “free thinker” hone ka da‘wa(40:37) Dua Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information. -
Tafseer-e-Quran Class #491 (Surah Al Momin Ruko #1/2) | Mufti Tariq Masood Speeches 02.09.2026 41мин(0:00) Intro(0:11) Allah ka ta’aruf(1:13) Tauba karne walon ki maghfirat(1:51) Ilhami kitabon ka bunyadi mauzu(2:58) Kafiron ki chamak dhamak — dhoka(4:41) Guzishta qaumon ki tarah fazool behas karne walon ka anjaam(6:37) Kaun log hamesha ke azaab ke mustahiq bante hain(7:50) Ahl-e-imaan ka buland maqam(8:36) Muqarrab farishton ki dua: (1) Ahl-e-imaan ke liye maghfirat (2) Ahl-e-imaan ke liye Jannat(12:20) Allah ke wa‘aday ke bawajood farishton ka dua karna — hikmat(13:25) Dua ki fazilat(14:20) Jannat mein rishtedaron ka saath — kaun mustahiq(17:53) Aalim aur shaheed ke saath unke qareebi logon ka Jannat mein hona(18:35) Sab se badi kamyabi — Jannat(19:17) Ruku ka khulasa — apne asatiza, walidain aur buzurgon ke liye dua ki ahmiyat(20:35) Surah Momin Ruku 02 ka lafzi tarjuma(32:46) Hadith: Dozakhiyon ka ghusse se apni ungliyan kaatna(33:39) Do zindagiyan aur do mautain — gumrah kuffar ka iqraar(35:00) Kafiron ki saza ki wajah — shirk jaisa azeem zulm(36:24) Barish ke zariye rizq — Allah ki nishani(37:45) Dua — Allah ke qurb ka zariya(38:37) Jibreel-e-Ameen ko “Rooh” kehne ki wajah(39:15) Qayamat ke din Allah ka aelan(39:43) Haq ke faislay ke din insaan ki halat(40:05) Aankhon aur dil ki khayanat(40:51) Mukhtasar khulasa(41:23) Dua Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information. -
Tafseer-e-Quran Class #490 (Surah Zumar Ruko #07 & Surah Momin Ruko #01) | Mufti Tariq Masood Speeches 01.09.2026 40мин(0:00) Intro(0:13) Nabi (SAW) ki mushrikeen ko tanbeeh(3:09) Ahl-e-Sunnat wal Jamaat ka aqeeda — mushrik ke bare mein(3:25) Nabi (SAW) ko Allah ki talqeen(3:53) Allah ki qadr ka haq ada na karna(4:13) Mutashabeh aayaat ka mafhoom(4:50) Nabi (SAW) ka farman(5:40) Allah — qudrat wala badshah(5:51) Soor pehli martaba phoonka jana(6:58) Soor doosri martaba phoonka jana(7:45) Zameen ka Allah ke noor se roshan hona — mutashabeh ayat(8:20) Meezan ka qayam hona(9:11) Surah Zumar Ruku 08 ka lafzi tarjuma(18:39) Kafiron ke giroh ka Jahannum ki taraf hankna(19:29) Hadith: Abu Talib ko sab se kam azaab(19:53) Jahannum ke darogha ka sawal(22:09) Jahannamiyon ka iqraar — apni bad-bakhti ka aitiraf(23:31) Hameshgi ka bura thikana(23:56) Momineen ke giroh ka Jannat ki taraf le jaya jana(25:33) Sawal: “hankna” ka lafz dono ke liye kyun istemal hua(26:13) Jannat ke darogha ka sawal(26:26) Jannatiyon ka jawab — Allah ki tareef(27:27) Hameshgi ka khoobsurat thikana(28:59) Faisla ka waqt — jab Jannati aur Jahannami alag honge(29:55) Allah ka wa‘ada poora hona(31:36) Surah Momin Ruku 01 ka lafzi tarjuma(40:43) Dua Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information. -
Tafseer-e-Quran Class #489 (Surah Zumar Ruko # 5/6/7) | Mufti Tariq Masood Speeches 31.08.2026 39мин(0:00) Intro(0:12) Aazmaish — ek fitna(3:35) Museebat ka aana aur talna bhi aazmaish ka hissa hai(4:07) Asbaab ki taraf nisbat kab haram ho jati hai(6:31) Allah ka insaan se shikwa(9:19) So-called educated, mutakabbir aur hat dharam log(11:01) Sehat aur khushhaali — Allah ki den(12:05) Rizq ki tangi aur wus‘at mein ibraat(13:39) Surah Zumar Ruku 06 ka lafzi tarjuma(21:54) Gunahon ki maafi ka usool(23:34) Hadith ka hawala(24:56) Maafi ke liye tauba ki shart(26:39) Tauba ki time limit — maut ya azaab dekhne se pehle(28:53) Mutakabbir ki halat — azaab dekh kar teen baatein(31:28) Allah ka mutakabbir ko jawab(32:22) Jhootay mutakabbir logon ka anjaam(33:45) Sachay mutawazi logon ka anjaam(34:19) Tauheed ke dalaail(34:47) Zameen aur aasman ki kunjiyan Allah ke paas hain — baghi ki daulat se mutasir na hona(35:35) Surah Zumar Ruku 07 ka lafzi tarjuma(39:29) Dua Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information. -
Tafseer-e-Quran Class #488 (Surah Zumar Ruko #4/5) | Mufti Tariq Masood Speeches 30.08.2026 39мин(0:00) Intro(0:15) Aise mushrik se Allah ka sawal(3:27) Allah ki taqat aur qudrat(4:39) Mushrikeen ko Nabi (SAW) ki dhamki(5:25) Badar ke baad kuen par kharay ho kar Nabi (SAW) ka farman(6:31) Nabi (SAW) ko Allah ki tasalli(7:09) Surah Zumar Ruku 05 ka lafzi tarjuma(21:03) Allah ka ta’aruf(21:23) Rooh kya cheez hai(23:05) Maut aur neend ke waqt rooh ka ta’alluq(25:00) Be-khaabi (insomnia) ka ilaj(25:30) Neend aur maut par Allah ka mukammal ikhtiyar(26:16) Insani sha’oor ka dar-o-madar Allah ki qudrat par(26:54) Qabar ki zindagi par aitraaz ka jawab(29:25) Hayat-e-Esa (AS) ke munkireen ko jawab(31:15) Buton ko sifarshi samajhne walay mushrikeen ka rad(31:58) Shafa’at ki sharaait: (1) Shafa’at karne wala tauheed par ho (2) Jiske liye shafa’at ho wo bhi tauheed par ho (3) Shafa’at Allah ki hadd bandi ke andar ho(32:57) Mushrikeen ki buri aadat — tauheed wali aayaat par tang dili(35:53) Nabi (SAW) ko dua ke zariye tasalli — muballigh ke liye bhi rehnumai(37:09) Azaab dekh kar mushrikeen ki kasampursi(39:08) Dua Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information. -
Tafseer-e-Quran Class #487 (Surah Zumar Ruko #04) | Mufti Tariq Masood Speeches 29.08.2026 46мин(0:00) Intro(0:09) Noor ka charagh — Islam seedha rasta(2:07) Taghoot — andhera aur gumrahi ka rasta(3:24) Wasee dil wala vs tang dil wala(4:45) Qur’an ki khoobi — aayaat mein tazad nahi(9:10) Intehai gumrah log(9:12) Buland darjay ke momin(10:19) Masla: kya Qur’an ka yeh asar har shakhs par lazim hai(11:53) In aayaat mein asar ka zikr kyun kiya gaya(12:30) Hazrat Umar (RA) aur aslaaf ki kaifiyat(12:51) Kaifiyat vs amal — amal karne wala zyada kamyab(13:55) Hidayat yafta dil ki pehchan(14:49) Surah Zumar ki khoobi — misaalon ke zariye tafheem(15:17) Dozakhi vs jannati ka muqabla(16:29) Jhooti speeches ki alamat(18:49) Qur’an vs dusri kitaben(19:47) Surah Zumar ki misaalein(20:13) Aik ghulam ke kai malik vs aik malik ka aik ghulam(21:18) Sukoon wali zindagi kiski hoti hai(22:27) Khudkushi zyada karne walay kaun(22:53) Is aayat par mashayikh ka bayan(23:45) Nabi (SAW) ko Allah ki tasalli(25:29) 24 paron ki tafseer mukammal hone par dua aur naseehat(26:21) Surah Zumar Ruku 04 ka lafzi tarjuma(34:07) Allah par jhoot bandhna — sab se bada zulm(36:38) Jhoote zalimon ka anjaam(38:08) Sachay muballigheen ka anjaam(39:00) Jannat mein dakhla — achhay aamaal ka ajr(40:59) Sawal: kam aamaal ka ajr milega ya nahi(43:17) Nabi (SAW) ko tasalli — mushrikeen ki dhamkiyon ke muqable mein(46:01) Dua Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information. -
Tafseer-e-Quran Class #486 (Surah Zumar Ruko #02) | Mufti Tariq Masood Speeches 28.08.2026 37мин(0:00) Intro(0:08) Surah Zumar Ruku 02 ka lafzi tarjuma(12:06) Achhi zindagi ka raaz — Allah se musalsal dar (taqwa)(13:41) “Allah ki zameen bohat wasee hai” ka matlab(14:43) Sabireen ka be-hisaab ajr(14:58) Hadith ka hawala(15:29) Nabi (SAW) ka mushrikeen ko jawab(17:24) Asal nuqsan kya hai(18:46) Mushrikeen ke liye buri khabar(19:37) Momineen ke liye khushkhabri — taghoot (Shaitan) se bachne walay(21:04) Qur’an ko ghaur se sunna — Ahl-e-Jannat ki sifat(21:46) Mulhideen ko jawab — Qur’an ke ahkaam zindagi ko behtar banate hain(23:15) Allah ke ahkaam vs scientific taraqqi(23:53) Nabi (SAW) ko Allah ki tasalli(24:52) Jannatiyon ke liye Allah ka wa‘ada — nehrein aur bala khanay(25:25) Barish ke nizaam mein ibrat — zameen aur insaan par zawal aana laazmi(29:03) Surah Zumar Ruku 03 ka lafzi tarjuma Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information. -
Tafseer-e-Quran Class #485 (Surah Zumar Ruko #01) | Mufti Tariq Masood Speeches 27.08.2026 41мин(0:00) Intro(0:09) Makki surah ki khasusiyat(2:43) Ibadat sirf Allah ke liye khaalis(3:29) Mushrikeen ka shirk — mehboob ki moorti pooja Allah se doori ka sabab(6:01) Aabid aur Ma‘bood ka ta‘alluq(8:33) Allah ka faisla(9:57) Nabi (SAW) ko tasalli — hidayat ziddi logon ke liye nahi(11:08) Esaaiyon ka shirk — Hazrat Esa (AS) ko Allah ka beta kehna(12:41) Daleel: Hazrat Esa (AS) Allah ki aulaad nahi(15:21) Allah ki qudrat aur taqat(16:02) Din aur raat ke manazir — Allah ki qudrat ki nishaniyan(17:30) Nizam-e-kainaat ki rawani(18:37) Sawal: Allah foran saza kyun nahi deta(19:17) Hazrat Adam (AS) se insaniyat ki ibtida(20:09) Chand janwaron mein insaan ke faiday(22:33) Maa ke pait mein teen andheron mein insani takhleeq ke marahil(24:31) Insaan ko gumrah karne wali cheezen(26:37) Ishkaal: Allah ko hamari kya zarurat hai(27:25) Shukar guzari vs kufr(29:27) Har shakhs apne aamaal ka bojh khud uthayega(31:09) Mushrikeen museebat mein sirf Allah ko pukarte hain(34:25) Khalis mushrik vs khalis tauheed parast(37:18) Tahajjud guzar ki kaifiyat(39:14) Aalim vs jahil — tauheed parast vs mushrik(40:40) Mushrik ki zid aur dheet pan(41:12) Ruku ka khulasa — Allah ki qudrat ke dalaail aur tahajjud ki fazilat(41:45) Dua Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
Популярен в
Този подкаст се появява и в подкаст класациите на тези държави.